Jab Allah Talla nay Frishton ko Sajjda kernay ko kah to sab nay kia sawaya Ablees k, or is sajda 100 sal tak taveel tha, kuch rawayt main 500 sal bhi aya ha. Jab unhoon ser othaya to dhaika Ablees peith phariay khara ha or pher Allah talla nay Azazeel ko Ablees qarar day dia. Or nikal janay ka homkum dia.
Tafseer Salbi main likha ha k jab oter jao, ka hokum howa to Adem A.S Saradeep (Hind) Hawa R.Z (Jadda) main or Ablees (Raila) main
Lakin Tarekh-Jafer Tabri main ha k Ablees (Sindh) main bilkhasos Multan likah ha
Jadda Saudi Arabia main Waqia ha, Jadda k meaning Mother (Maan) k ha,
Arafat ka naam to ap logo nay suna hi ho ga, Arfat k meaning hain, Janna, ya Milna,
Is jaga Hazrat Adem A.S or Ama Hawa milay thay. Is isay Arafat kaha jata hai.

can you translate all of this to me?
ReplyDelete